ಪುಟಗಳು

ಸೋಮವಾರ, ಜನವರಿ 18, 2010


Khuda se mannat hai meri..lauta de jannat woh meri..Khuda se mannat hai meri..lauta de jannat woh meri..
woh aman.. woh chaman.. ka nazaara..woh aman.. woh chaman.. ka nazaara..
Oh kudha yaa.. lauta de.. kashmir dobaraOh kudha yaa.. lauta de.. kashmir dobara
Meri rooh ki tasveer mera kashmeeeeeer..
Oh kudha yaa.. lauta de.. kashmir dobaraOh kudha yaa.. lauta de.. kashmir dobara
Chaaron Taraf to pehle… sukoon hi sukoon thaAwaam ko watan se…. ishq ka junoon tha
ab yahaan katl hai.. ab vahan khoon hai..meri aulad mere kashmir se… mehroom hai mehroom haimehroom hai mehroom hai
mera kashmir sawaara kyun… jab isko yun jadna thamera kashmir sawaara kyun… jab isko yun jadna thakushnumaan manzar… pe khanjar kyun chalayakushnumaan manzar… pe khanjar kyun chalayaOh kudha yaa.. lauta de kashmir dobaraOh kudha yaa.. lauta de kashmir dobaraMeri rooh ki tasveer.. mera kashmeeeeeer..
Oh…
Chaahe kafan ka joda.. mujko pehna de tumere bachhe ko woh jannat.. kashmir dekha de tuwoh mera gulistan… ban gaya shamshaanYahan maut ki behleez pe.. kadha hai har insaankadha hai har insaan
tamanna hai gujarish hai… oh… dard e dil ki khwaaish hai..tamanna hai gujarish hai… dard e dil ki khwaaish hai..
Doobti kashti ko dila de tu kinara.. woh aman woh chaman ka nazaara
Oh kudha yaa.. lauta de.. kashmir dobara
Mera kashmir.. mera kashmir…Mera kashmir.. mera kashmir…Mera kashmir.. mera kashmir
ಫಿಲಂ ಸಾಂಗ್ ----------

ಕಾಮೆಂಟ್‌ಗಳಿಲ್ಲ: